SAADAGI TO HAMARI ZARA DEKHIYE - [ SLOWED + REVERB ] - NFAK @Lofi_Zenith #lofimusic #nfak #sadsong

2024-07-28 35

SAADAGI TO HAMARI ZARA DEKHIYE - [ SLOWED + REVERB ] - NFAK

#lyrics #NFAK #NusratFatehAliKhan #lofizenith #MusicAnalysis #SufiMusic #Reverb #SlowDown #MusicMystery #YouTubeAnalysis #MusicRevelation #MusicSecrets



##Lyrics: _
Saadagi to hamari zara dekhiye
aitbaar aapke vaade per kar liya
Saadgi to hamari zara dekhiye
Saadgi to hamari zara dekhiye


Masti mein ik haseen ko khuda kah gaye hain hum
jo kuch bhi keh gaye hein baja keh gaye hain hum
Saadgi to hamari zara dekhiye
aaa saadgi to hamari zara dekhiye


Charofadgi to dekhu hamare khaloos ki
kis saadgi say tujhko khuda keh gaye hain hum

saadgi to hamari zara dekhiye
saadgi to hamari zara dekhiye


Kiss chop kiss tamanna kis darja sadgi se
hum aap ki shikayat karte hain aap hi se

saadgi to hamari zara dekhiye
saadgi to hamari zara dekhiye


Ik tere ata ki rodaad ho gaye hain hum
tere ata ki rodaad ho gaye hain hum
badhe khuloos se barbaad ho gaye hain hum
zara dekhiye

saadgi to hamari zara dekhiye
saadgi to hamari zara dekhiyeh


Saadgi to hamari zara daikh'iyeh
aitbaar aapke vaade par kar liya

Baat to sirf ik raat ki thi magar
intzaar aap ka umar bhar kar lia


Ishq mein uljhane pehle hi kam na thi
aur paida naya dard-e-sir kar lia
Log darte hain kaatil ki parchaayi se
humne qatil ke dil mein bhi ghar kar lia


Zikkar ik bewafa aur sitamgar ka tha
shikwa kia sitam ka to namdida ho gaye

tum to zara si baat par ranjida ho gaye
zikkar ik bewafa aur sitamgar ka tha


Tera zulam nahi hai shamil gar meri barbadi mein
phir yeh aankhein bheeg rahi hain kyun mere afsaane se

zikkar ik bewafa aur sitamgar ka tha
zikakr ik bewafa aur sitamgar ka tha


meri halat daikh ker tum kyun pareshan ho gaye
zikakr ik bewafa aur sitamgar ka tha


Zikkar ik bewafa aur sitamgar ka tha
aap ka aise baaton se kya waasta


Aap to bewafa aur sitamgar nahi
aap ne kis liye muh udhar kar lia


Jab tulu aaftab hota hai gham ke sagar uchaal deta hoon
tazkara jab wafa ka hota hai mein tumhari misaal deta hoon

aap to bewafa aur sitamgar nahi
aap to bewafa aur sitamgar nahi


kyun aankh milayi thi kyun aag lagai thi
ub rukh kyun chupa baithe kar ke mujhe deewana

aap to bewafa aur sitamgar nahi
aap to bewafa aur sitamgar nahi


zindagi-bhar ke shikwe-gile the bahot
waqt itna kahan tha ke dohratay hum
ek hijki mein keh dali sub dastaan
hum kisse ko yun mukhtasar kar lia


beqarari milay gi mitega sukoon
chain chin jayega neend urh jayegi

apna anjaam sub hum ko maloom tha
aapse dil ka sauda magar kar lia


zindagi ke safar mein bahot dur tak
jab koi dost aaya na humko nazar

humne ghabra ke tanhaaiyon se sada
ek dushman ko khud humsafar kar lia


Saadagi To Hamari Zara Dekhiye
aitbaar Aapke Waday Per Kar Liya

Saadagi To Hamari Zara Dekhiye
aitebar Aapke Waade Per Kar Liya


THANKS FOR WATCHING ❤

© All copyright belong to respective owners. No copyright infringement intended. For promotional Use Only

Free Traffic Exchange